Monday, September 28, 2015

जिनके पास सिर्फ सिक्के थे वो मज़े से भीगते रहे बारिश में ....
जिनके जेब में नोट थे वो छत तलाशते रह गए...‪#‎jeeBHARkeJEE‬

Wednesday, September 9, 2015

कर लो ज़िक्र जब तक ज़िंदा हूँ,
फिर न कहना पागल दिल में यादें छोड़ कर चला गया।।
तू अगर चाहे तो बर्बाद कर मुझे मौला !
इस बहाने ही सही याद कर मुझे मौला !
मैं थक गया हूँ इस किरदार को जीते-जीते
जिस्म की क़ैद से आजाद कर मुझे मौला

Thursday, July 23, 2015

Yun hasraton ke diye jalate rahate hain,

Yun hasraton ke diye jalate rahate hain,
kabhi to hogi mulakat kahate rahate hain,
teri zindagi me kabhi na aaye shaam,
isliye har raat khud jalate rahate hain,

kasoor unki adaon ka nahi tha,
meri to khusiyan hi hamse ruthi thi,
agar dard ka koi paimana hota,
ham bhi lagate apne gam ka hisaab,
bench dete apne gam ko kahin,
karte yun na zindagi barbad,
meri andheri dunia se pooncho..................zindagi nahi gujarti kabhi aahista -aahista,
meri bebas yaadon se pooncho................yaadon me dafan ho rahi zindagi aahista-aahista,
kya karoge ki meri takdeer hi aisi hai,
dil me chupa dard chehare pe bebasi hai,
tanha dard ka jab nahi milta saathi koi,
dard likhkar kahate hai yahi to zindagi hai.....

Tuesday, December 16, 2014

प्यार

बस / महज़ / सन्नाटे कुछ कहते यहां
हम / हवा-से
बेवजह / बहते यहां
आया नहीं अपने हिस्से
प्यार का इक पल कोई.........

Friday, December 20, 2013

YEH ZINDAGI USI KI HAI-khwaja

19 April 2011 at 15:04
yeh jubaan kisi ke laphjo ki mohtaj nahi, lekin
ye laphj to usi ke hai.....

yeh saansein kisi ki gunehgaar nahi, lekin
ye saansein to usi ki hai.....

yeh zindagi kisi ki gunehgar nahi, lekin
yeh ZINDAGI to usi ki hai......

yeh dhadkanein mohtaj nahi mohabbat ki,lekin
yeh dhadkanein to usi ki hai.........

yeh dunia gunehgar hai har shaxx ki, lekin
ye gunaah to usi ke hai.......

yeh hawa yaadon ki mohtaj nahi kisi ki chahat ki, lekin yeh chahat to usi hai........

yeh rishta to gunehgar hai meri har dhadkan ka,lekin
yeh rishta to usi ka hai.......
yeh kasti mit rahi hai uski judai me,lekin
yeh kasti to usi ki hai........


YEH ZINDAGI TO USI KI HAI.............

ROHIT RAJ RANJAN
9455753971

आज नहीं तो कल होगा

हर एक संकट का हल होगा, वो आज नहीं तो कल होगा माना कि है अंधेरा बहुत और चारों ओर नाकामी माना कि थक के टूट रहे और सफर अभी  दुरगामी है जीवन ...